Wednesday, 17 July 2013

Best Collection-02






Main uska hoon vo is ahsaas se inkar karta hai,
bhari mahfil me bhi ruswa mujhe har baar karta hai,
yakin hai sari duniya ko khafa hai humse vo lekin,
mujhe maloom hai phir bhi mujhise pyar karta hai ...









Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum ♥♥











Woh dard or sitam ki raat hogi..
Jis raat uski barat hogi..

Uth jate nind se ye sochkar ki..
ki ek din kisi or ki baho mai meri saari kaynat hogi..♥♥






Best Collection-1

Khuda Ne Apne Hathon se Teri Surat
Banayi Hai,
Hazaron Ki Tarah Sunle Teri Ruswai
Ke Dar Se,
Teri Tasveer Humne Kitabon Mein
Chhupayi Hai,
Teri Masoom Surat Ki Yehi Tarif Hai
Sun Le,
Zubaan Pe Hai Yehi Sab Ke Khudayi
Hai Khudayi Hai,
Marz Ye Ishq Ka Aisa Laga Keh Phir
Nahi Chhutta,
Dua Bhi Humne Ki Dawa Bhi
Aazmaayi Hai..........,,










koi toh kahe is haseen se ke saadgi ki yun inteha na kare....
kahi khubsurti ki misaalon ke paimane na kam pad jaaye....
















Meri HATHELI bhi tum apne pas rakh lo,
Jab dua mango to isko bhi utha dena,

Khushi mile to apne haath aage kar dena,
Gham mile to meri HATHELI me thama dena !!!!!










Bohat Mushkil Ho Gaya Hai Khud Ko
Sambhal Rakhna,
Magar Woh Keh Gayaa Hai "Apna"
Khayal Rakhnaa..








Hum Chahat Ke Afsaane Likhte Rahe..
Woh Bhi Humein Durr Se Takte Rahe..
Jab Humne Izhar Karne Ko Haath Thama..
To Mehndi Se Ranga Unka Haath Paya.....












Chup Chaap Bethe Ho Kya Hova Hai Tumhe…Koi Baat Dil Pe Lagi Hai Ya Kahin Dil Laga Bethe Ho..,








Agar koi haath mere haath me ho to wo haath tumhara ho.
Agar hum jiye kisi ke saath to wo sath tumhara ho.
Mera naam agar jude kisi ke sath to wonaam tumhara ho.
Sapne to bahot dekhe hai meri aankho ne.
Agar koi sapna sach ho to wo sapna tumhara ho...

Tuesday, 16 July 2013

Faiz Ahmad Faiz

Ham Parwarish-e-Loh-o-Qalam Kartay Rahain Ge
Jo Dil Pe Guzarti Hai, Raqam Kartay Rahain Ge
Asbaab-e-Gham-e-Ishq Behem Kartay Rahain Ge
Veeraani-e-Dauraan Pe Qaram Kartay Rahain Ge
Haan Talkhi-e-Ayyaam Abhee Aur Barhay Gi
Haan Ahl-e-Sitam, Mashq-e-Sitam Kartay Rahain Ge
Manzoor Ye Talkhi, Ye Sitam Ham Ko Ganwaara
Dam Hai Tou Madawaa-e-Alam Kartay Rahain Ge
Mey Khaana Salaamat Hai, Tou Ham Surkhi Mey Se
Tazeen-e-Dar-o-Baam-e-Haram Kartay Rahain Ge
Baaqi Hai Lahuu Dil Mein Tou Har Ashq Se Paida
Rung-e-Lab-o-Rukhsaar-e-Sanam Kartay Rahain Ge
Ik Tarz-e-Taghaaful Hai So Wo Un Ko Mubaarak
Ik Arz-e-Tamanna Hai So Ham Kartay Rahain Ge

Mohsin Naqvi

          
Aaj Saqi Sharaab Rehnay Do
Tishnagi K Azaab Rehnay Do
Ponch Dalo Na Aankh Se Kaajal
Kuch Tou Khanjar Pe Aab Rehnay Do
Tum Sanwaro Apni In Zulfon Ko
Meri Halat Kharab Rehnay Do
Chaand Badal Main Acha Lagta Hai
Adhay Rukh Pe Naqab Rehnay Do

 Un K Chehry Ki Baat Ho Jaye
Aaj Zikr-e-Gulab Rehnay Do

                                                                                                                                  Un Ki Chokhat Ko Choom Lo “Mohsin”                                                  Baki Saray Sawaab Rehnay Do….!!                             www.UrduPoety01@blogspot.com

Wasi Shah Poetry

               Wasi Shah

01-Na tumhe hosh rahe or Na muje hosh rahe
     Is qadar toot ke chaho muje pagal kar do...

02-Is qadar toot kay tum par hamein pyar ata ha
     Apni bahon main barein mar hi dalein tum ko...

03-Dya Dye se jalaa loon tou chain aaye mujhe
     Tumhain galay se laga loon tou chain aaye mujhe
     
     Muhabbaton ke saheefay hain ya azaab koi ?
     Tere khatoot jalan loon tou chain aaye mujhe.



Monday, 15 July 2013

BAHADUR SHAH ZAFAR

                                                  BAHADUR SHAH ZAFAR


khulta nahin hai hal kisi par kahe bagair
par dil ki jan late hain dilbar kahe bagair

main kyunkar kahun tum ao k dil ki kashish se wo
ayenge daure ap mere ghar kahe bagair

kya tab kya majal hamari k bosa len
lab ko tumhare lab se milkar kahe bagair

bedard tu sune lek dard-e-dil
rahta nahin hai ashiq-e-muztar kahe bagair

taqdir k siwa nahin milta kahin se bhi 
dilawata ai?Zafar?hai

Allam Iqbal(Poetry Collection)


                                                              ALLAMA IQBAL

                        khuda tu milta hai,Insaan hi nahin milta,
                        Yeh cheez wo hai jo dekhi kahein kahein meine...

                        Masjid khuda ka ghar hai,peenay ki jagha nahin,
                        Kaafir ke dil mein ja,Wahan khuda nahin...

                        Naheen hay na umeed Iqbal apni kasht-o-weeraan say
                        Zra nam ho to ya mti baree zaehaiz hai saaqi...

                                           

                                    

    1- Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
     jo raaz na rakh paye  hamraaz badal dalo,

        Tum ne bhi suni ho gi bari aam kahawat hai
 Ajnam ka jo ho khatra aghaz badal dalo,

Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
  sur hi na mile jis ma wo saaz badal dalo,

      Dushman ke iradon ko hai zahir agar krna
  Tum khail wohi khailo andaz badal dalo,


    Ay dost kro himmat kuch dair sawera hai
             Agar chahtay ho manzil tu parwaaz badal dalo.
UrduPoetry01@blogsopt.com