BAHADUR SHAH ZAFAR
par dil ki jan late hain dilbar kahe bagair
main kyunkar kahun tum ao k dil ki kashish se wo
ayenge daure ap mere ghar kahe bagair
kya tab kya majal hamari k bosa len
lab ko tumhare lab se milkar kahe bagair
bedard tu sune lek dard-e-dil
rahta nahin hai ashiq-e-muztar kahe bagair
taqdir k siwa nahin milta kahin se bhi
dilawata ai?Zafar?hai
No comments:
Post a Comment